Urdu Poetry on Beauty of Eyes
Eyes poetry in Urdu brings attention to beautiful eyes in Urdu poetry. In fact, eyes are one of the most prominent organs of human body. You communicate through eyes in different manners.
Whereas, eyes can easily be called a gateway to a person's soul. If you want to understand what a person is up to you can tell it from his eyes which is thoroughly talked about in eyes poetry in Urdu.
Moreover, her eyes can give you multifarious signals e. sad eyes, happy eyes, amazed eyes, shocked eyes and so on. Thus, ankhen shayari or eyes poetry in Urdu educates and informs you about the beauty as well as other aspects of eyes.
1.
Un ras bari ankooh mai haya khel rahe he
Do zeher ke piyalo mai qaza khel rahe he
2.
sirf hathoo ko na dekho kabhi ankeeh be parho
kuch sawali bare khudar howa karte he
O my word!
Again, spare a second and checkout my eyes. They are begging for your attention which you are not giving. Further, I may not face it on your face due to my ego but my eyes tells the story, you just have read them.
3. Eyes poetry in urdu
ankooh se door sahe dil se kaha javo ge
jane wale tum hame yad bohut avo ge
(Eyes poetry in urdu)
4.
fursat mile to bet ke sochna
tum be mare ho ya hum tumhare he
killer eyes meaning in urdu
5.
talab hoti he jab tere didar ki
hum dono ankeeh band kar laite he
6.
shaere mai jo likhe te lafz sare pekhe se te mare
shaere to darasal teri en ankooh mai te
(Eyes poetry in Urdu, Ankhen shayari, Eyes poetry)
7.
ab tak meri yadoo se mithaye nahe mithta
bheeje howi ak sham ka manzar teri ankeeh
Some memories just get imprinted on your brain, no matter what you do you can't get rid of them.
Remember that one night I took you on my bike? It was December a chilling night. Yet, we went to eat some ice-cream. Not only was it super tasty but the whether made it more memorable.
Indeed, I cannot forget that memory of ours among the many we have had together.
killer eyes meaning in urdu
8.
soo soo umeede bandhe te ak ak nigah par
mujko na piyar se dekha kare koi
9.
(Eyes poetry in urdu)
jo en ki ankooh se bayan hote he
wo lafz shaere mai kaha hote he
khubsurat aankhen poetry in urdu
10.
tumhari ankh se tapke tou mutabar tehre
hamari ankh se behta raha faqat pani
If you do it then there is no problem and if we do it then there's a huge issue. Such duplicity…
However…
11.
qeed khane he bin salakho kai
kuch youn charche he tumhari ankooh kai
khubsurat aankhen poetry in urdu
12.
hijar ta tara dhoob chala he dhelne lage he raat wasi
qatra qatra baras rahe he ashkoo ki barsat wasai
13. Ankhen shayari
wo bolte rahe hum sunte rahe
jawab ankooh mai ta wo zuban mai dhondte rahe
13.
ap ak zehmat nazar tou kare
kon be hosh ho nahe sakhta
15. khubsurat aankhen poetry in urdu
ashaq ankooh se ye keh kar nikhla
ye tere zabth ki had he
Like mobizilla.pk on Facebook to get the latest updates
Like mobizilla.pk on Facebook to get the latest updates
16.
saqi dekh zamane ne kesi tohmat lagaye he
ankeeh tere nasheele he sharabi muje kehte he
17. Eyes poetry in Urdu
ankooh se mari es liye lali nahe jate
yadoo se koi raat khali nahe jati
Although. you betrayed me and left me in the luirch. But there doesn't go a night when I don't think about you.
Aankhon pe shayari in urdu
18.
ruksat karne kai adaab nibhane he te
band ankooh se es ko jata dekh liya he
19.
os ki ankeeh sawal karti he
or mari himmat jawab dai jate he
20.
kabhi dekho ge kafan ki gira khol kar mera chehra
band honge ankeeh jinhe tum roz rulaya karte te
When I am gone and my eyes are close, then you will know that I was on the right. Though, it will be too late.
21.
muj se kehte te wo sharabi ankeeh
ao wo zehar mat piya kegeye
22. (Eyes poetry in Urdu, Ankhen shayari, Eyes poetry)
kisi ki ankh se sapne chura kar kuch nahe milta
manderoo se charagho ko bujha kar kuch nahe milta
Aankhen poetry in urdu 2 lines sms
23.
bas ak nigah se hum khareed le enhe
jinhe naaz he kai wo bikhte nahe
Aankhen poetry in urdu 2 lines sms
24.
aa dekh mare ankh kai bhege howe musam
ye kis ne keh diya kai tujhe hum bhool gaye hum
Udas aankhen urdu poetry
25.
ankooh ma chub gaye teri yadoo ki karchiya
kandhoo pe gham ki shawl he or chand raat he
26.
mujhe tum par or tumhari ankooh par
baroosa ta dono ne mujhe daas liya
27.
kuch be ho mai tou ilzam tumhe do ga
tum masoom bohut ho magar ye tumhari ankeeh
28.
Enjoy more beautiful poetry on mobizilla.pk
tujhe bholna nahe mumkin es ka taqaza na kya kar
ankeeh andhe be hojaye tou ansoo nahe rukha karte
Sad poetry on eyes
29.
jab be dekhta ho muj se har bar naza chura laite he
mai ne kaghaz pe be bana kai dekhe he ankeeh oski
30.
samandar mai utarta ho tou ankeeh bheeg jati he
teri ankooh ko parhta ho to ankeeh bheeg jati he
Sad poetry on eyes
31.
Eyes poetry in Urdu
kya kashish te tumhari ankooh mai
tumhe dekha or tumhara hogaya
Eyes poetry in urdu sms
32.
nazar ko nazar bar kai dekha
nazar ko nazar ki nazar lag gaye
33.
serf hathoo ko na dekho ankeeh be parho
kuch sawali bohut khudar howa karte he
34.
jheel acha kanool acha kai jaam acha he
teri ankooh kai liye kon sa nam acha he
Your eyes are unique. Besides, I have no means to define them.
Sometimes, I relate them with a vast occasion. An occasion so wide and mammoth that anything can fit into it.
Especially, when you wear maskara in it, they look like a dark night when it fall. A night so dark where I cannot see own hand. In sum, your eyes are unmatched.
35.
hazaroo musamo ki hukamrani he mare dil par
wasi mai jab be hansta ho tou ankeeh bheeg jati he
36.
os ki nigaah mai koi jadoo zarur ta
jis par be patri os keh jigar mai utar gaye
One look from you and I gave you my heart…
37.
dil mai jab jaga nahe bachte
dard ankooh mai pheel jata he
38.
tumhari yaad mai ankooh ka ruth jaga he
koi khawab naya aye tou kaise aye
39.
har ak muflis kai mathe par alam ki daastane he
koi chehra be parhta ho to ankeeh bheeg jati he
Eyes poetry in urdu sms
40.
dhooba howa o na nikal pawo ga mai
khubsurat muskurahat or teri ankooh se
Moreover, It was only your killer smile and killer eyes what took my heart.
Urdu poetry on beautiful eyes
41.
kuch tou he teri ankooh mai warna
you he dekhne wale nahe marte
42.
ye jo ankooh mai mare pani he
ak meharaba ki mehrabani he
43. Beautiful eyes
chak ka dekh li dunya bhar ki sharab
jo nasha teri ankooh mai ta wo kisi mai nahe
Urdu poetry on beautiful eyes
44.
khilna kam kam khali se seekha he
es ki ankooh ki neem khwabi se
45.
hum umer bhar jin ka na dai sakhe jawab
wo ak nazar mai itne sawal kar gaye
Poetry in urdu on eyes
46.
zaruri tou nahe muhabbat lafzo mai bayan ho
kya meri ankeeh tumhe kuch be nahe kehti
Can't you read my eyes? The amount of warmth and love for you in them. Clearly, I can't confess it in front of you because your pressure but you have the wisdom to see it in my eyes.
47.Eyes poetry in Urdu ////// Ankhen shayari
khawab dekhe he es qadar mai ne
ab tou ankeeh be tanz karte he
Poetry in urdu on eyes
48.
teri ankooh kai jado se to khud nahe he waqif
ye ese be jena sekha daite he jise marne ka shoq ho
Urdu poetry on eyes facebook
49.
go hath ko janbish nahe ankooh mai to dam he
rehne do abhe saghar wo meena mare aage
Urdu poetry on eyes facebook
50.
teri surat ko jab se dekha he
meri ankooh pe log marte he
51.
kitne saada he faqeer kai aqeedi
dekh laine ko be mulaqat samajh laite he
52.
tum ne kaha ta aankh bar kai dekh liya karo mujhe
ab aankh bar ati he par tum nazar nahe ate.
Urdu-poetry on lips and eyes
53.
aankh se door na ho dil se utar jaye
waqt ka kya he guzarta he guzar jaye ga
54.
mare chehre pe ghazal likhte gaye
shaer kehti howi ankeeh oski
55.
qayamat khez he ankeeh tumhari
tum akher khawab kis kai dekhte ho
56.
waqif e gham, mutabassum, mutakalim, khamosh
tum ne dekhe he kahe asi nerali ankeeh
57.
ankeeh do he magar ata he ak nazar
ankooh se he seekh lejiye ye touheed e dilbarana
58.
chalo ankeeh mila kar dekhte he
koon kitna udaas rehta he
59.
binte adam kai naram lehjo ne
abne adam bighar rakhe he
60.
aap ak zihmat nazar tou kare
kon be hosh ho nahe sakhta
62.
meer en neem baaz ankooh mai
sari masti sharab ki se he
63.
kabhi kabhi to chalak parhte he youn he ankeeh
udaas hone ka koi tou sabab nahe hota
64.
lafz ishara kare ge jane ka
par tum ankeeh parh kai rukh jana
65.
barbad kiye jate he har qalb wa jigar ko
kis darje ki he dunya mai pagal teri ankeeh
66.
Aankeeh rehzan nahe tou pir kiya he
loot laite he kafla dil ka
67.
Log nazro ko be parh laite he
Apni ankooh ko jukhaye rakhna
68.
Band kar kai mare ankeeh wo shararat se hanse
Bojhe jane ka mai har roz tamasha dekho
69.
kabhi un mad bhar ankooh se piya ta ak jam
Aj tak hosh nahe hosh nahe hosh nahe
70.
Tumhara nam parh lai tou
ye ankeeh muskurate he
71.
Mare chehre pe ghazal likhte gaye
Shaer kehti howi ankeeh os ki
72.
Tere jamal ki tasveer kench do lekin
Zuban mai aankh nahe aankh mai zuban nahe
73.
Udaas ankooh se ansoo nahe nikalte he
ye motiyo ki tarah sepyoo mai palte he
No tears in my eyes does not mean I am not sad or I don't want to cry.
Nonetheless, I don't do it in public because I don't want people to see it. Becasue they'd be happy to see us fail and our shaky relationship will come to ground soon.
74.
Badan kai qarb ko wo be samjh na paye ga
mai dil rowo ge ankooh mai muskurawo ge
75.
Dekhe he bari ghor se mai ne wo nigahe
Ankooh mai murowat ka kahe nam nahe
76.
Baat wo adhi raat ki raat wo pore chand ki
Chand be aan cheet ka es pe tera jamal be
77.
Ak suraj ta kai taroo kai gharane se utha
aankh heeran he kya shaks zamane se utha
78.
Kya kashis te os ki ankooh mai maat pocho
Muj se mera dil larh parha mujhe yahe chaeye
79.
Raat bari mushkil se khud ko sulaya he maine
Apni ankooh ko tere khawab ka lalich dai kar
80.
Pas jab tak wo rahe dard tahma rehta he
Pehelta jata he phir aakh kai kajal ki tarah
81.
Larkiyo kai dukh ajab hote he sukh es se ajeeb
Hans rahe he or kajal bhegta he sath sath
82.
Mitti ki mortoo ka he mela laga howa sahib
Ankeeh talash karti he insan kabhi kabhi
83.Eyes poetry in Urdu
Mujhe tere ishq ne kya kya bana diya
jab kuch na ban sakha tou tamasha bana diya
84.
Ankooh ka he fareeb ya aks jamal he
Aati he q nazar oski surat jaga jaga
85. Eyes poetry
Itni kashis tou ho nigahe shooq mai saqi
Idhar dil mai khayal aye udhar wo beqarar ho jaye.
86.
Kabhi betha kai samne poche ge teri ankooh se
Kis ne sekhaya he enhe har dil mai utar jana
87.
Youn dekhte rehna ese acha nahe mohsin
wo kanch ka pekar he tou pathar teri ankeeh
88.
Sirf hathoo ko na dekho ankooh ko be parho
Kuch sawali bari khudar howa karte he
89.
Jin ankooh mai rakhte te hum wafa
Ab un ankooh ne chor de he wafa
90.
Ankeeh teri sab kuch bata rahe he
Jo dil mai chupa rakha he
91.
Behke behke lagti he ankeeh teri
Kab lee ge hum se teri ankeeh badla
92.
93.
Ha kabhi khawab e ishq dekha ta
ab tak ankooh se khoon tapakta he
(Eyes poetry in Urdu, Eyes poetry, Ankhen shayari)
Don't take your eyes so light. Forget about anything else, just think about that you can see all the colors of world though these eyes. Be thankful about it………..
Source: https://mobizilla.pk/eyes-poetry-in-urdu/